Monday, March 05, 2007

Beat This!!

"Mujhko bhi tarkeeb sikha koi yaar julaahe…
Aksar tujhko dekha hai ki taana bunte..........
jab koi dhagha toot gaya ya khatam hua.....
phir se baandh ke ,aur sira koi jod ke usme aage bunane lagte ho,
lekin us taane mein ek bhi gaantdh girah-bundar ki
dekh nahi sakta hai koi,
Maine to ek baar buna tha ek hi rishta,
lekin......,uski saari girhain saaf nazar aati hain mere yaar julaahe…
mujhko bhi tarkeeb sikha koi yaar julaahe………… "
Extracted from the album "Marasim". Subtle and swift to explain how relations work!

No comments: